Adhunik Asamanaya Manovigyan: Modern Abnormal Psychology

Adhunik Asamanaya Manovigyan: Modern Abnormal Psychology

₹ 453 ₹475
Shipping: Free
  • ISBN: 9788120822245
  • Edition/Reprint: 2021
  • Author(s): Arun Kumar Singh
  • Publisher: MOTILAL BANARASIDASS
  • Product ID: 525615
  • Country of Origin: India
  • Availability: Sold Out

About Product

(Romanised in hindi): Samkaleen Pashchatya Darshan ka 2nd sanskaran vastute: ek parivardhit sanskaran hai. Pehle jahan is pustak main matra 12 adhyay theh, ab isme 20 adhyay hai. Ab isme bhashiya vishleshan ke naye-naye prakar, fraga, rile, austine, qwaine, stravasan, pashchatya adhuniktavad, fowcoult tatha derida jaise vishayon par 8 naye adhyay jode gaye hai. Is pustak ka pratham prakashan Shukla Book Depot, Patna, ne kiya tha. Shukla Book Depot ab astitva main nahin hai. Dwitya sanskaran ka prakashan Motilal Banarsidass, Patna, ne kiya hai. Pratham prakashan anek versh purva hua tha aur idher kai vershon se yeh pustak labhya nahin thi. Is karan anek darshanshastra premiyon, darshanshastra ke anekanek shikshakon evam vidhyarthion, mere anek mitron evam hitaishion ne is pustak ko sanshodhit evam parivardhit kar pune prakashit karne ke liye mujhe bahut utprerit kiya aur usi ka fal hai ki aaj yeh pustak ek naye roop main prakashit ho saki hai. Yeh pustak yadi kuch bhi labhprad ho saki tou mujhe atyadhik santosh milega. Pustak main nishchit roop se anek tathyaparak tatha bhashaparak trutiyan rahin hongi. Iske liye pathak mujhe avashya kshama karenge. Un trutiyon ki soochna yadi vey mujhe dene ka kashta karein tou main unhe aage ke sanskaran main door karne ka prayas karunga. Pustak ke is naye sanskaran ke prakashan ke sambandh main mai apne priye shishya Dr. Prabhunath Mandal ko (jo in dino Bhagalpur University main Darshanshastra vibhag ke adhyaksh hai.) Bahut aashirwad deta hoon. Inhone mujhe is pustak ke prakashan ke liye bahut adhik prerit kiya tha aur anek bahumulya sujhav bhi diye theh. Pustak ke prakashan main Motilal Banarsidass, Patna ke Manager Sh. Kamala Shankar Singh ne bhi bahut yogdan diya hai. Main inka aabhar manta hoon aur inhey bhi aashirwad deta hoon.

Tags: Manovigyan; Psychology;

Motilal Banarsidass Publications

Motilal Banarsidass Publications

Motilal Banarasidass Publications, a Delhi-based publisher, specializes in Asian religion, history, philosophy, arts, culture, language, architecture, archaeology, literature, mysticism, medicine, astrology, yoga, tantra, astronomy, musicology, and linguistics. This company publishes books in English, Hindi, and Sanskrit. Some of the widely sold books by the firm include ‘Nadi Darshan: Bharatiya Chikitsa Kendriya Parishad’, ‘Secrets of the Pulse: The Ancient Art of Ayurveda’, ‘Vedic Mathematics: Sixteen Simple Mathematical Formulae from the Vedas’, and ‘Studies in Jaimini Astrology’.
Click here to view all book of this publisher

Related Books

Aadhunik Asamanya Manovigyan
Aadhunik Asamanya Manovigyan
₹ 752 ₹ 895 16%
Shipping: Free
Aadhunik Asamanya Manovigyan (Hindi)
Aadhunik Asamanya Manovigyan (Hindi)
₹ 572 ₹ 695 17.7%
Shipping: Free
Samaj Manovigyan Ki Rooprekha (Hindi)
Samaj Manovigyan Ki Rooprekha (Hindi)
₹ 312 ₹ 445 29.9%
Shipping: ₹ 170
Naidanik Manovigyan (sem-6) Hindi
Naidanik Manovigyan (sem-6) Hindi
₹ 136 ₹ 160 15%
Shipping: ₹ 75
Shiksha Manovigyan
Shiksha Manovigyan
₹ 150 ₹ 200 25%
Shipping: ₹ 75
Manovigyan Class 11
Manovigyan Class 11
₹ 60 ₹ 120 50%
Shipping: ₹ 75
Shiksha Manovigyan
Shiksha Manovigyan
₹ 120 ₹ 160 25%
Shipping: ₹ 75
Manovigyan CLass 11
Manovigyan CLass 11
₹ 50 ₹ 100 50%
Shipping: ₹ 75

80009+ Books

Wide Range

28+ Books

Added in last 24 Hours

2000+

Daily Visitor

8

Warehouses

Brand Slider

BooksbyBSF
Supply on Demand
Bokaro Students Friend Pvt Ltd
OlyGoldy
Akshat IT Solutions Pvt Ltd
Make In India
Instagram
Facebook